Showing posts with label Santa-Banta. Show all posts
Showing posts with label Santa-Banta. Show all posts

Tuesday, July 6, 2010

Aisa kon sa msg hai

Santa: Aaj mujhe ajeeb sa msg aya fir mera cell switch of ho gya.
Banta : Aisa kon sa msg hai?
Santa: Batery low.
Banta: mujko send kar.. Sabko darayenge...

Sunday, June 20, 2010

fir kya kiya?

Santa: mere padoshi ka baccha gum ho gaya.
Banta: fir kya kiya?
Santa:maine kaha google pe search karlo,
mil jaye to download kar lena.

Interview mein pucha

Interview mein pucha gaya
Aapko kitne saalon ka tajurba hai ?
Santa: "Sir, maine saalon ko to 'Try' nahin kiya,
par mujhe 3 saliyon ka tajurba zarur hai.